naseeb apna kis tarah banaayein ham | नसीब अपना किस तरह बनाएँ हम

  - SHABAB ANWAR

naseeb apna kis tarah banaayein ham
lakeeren haath ki kise dikhaayein ham

yahi talab hai hamse ghar ke logon ki
kahi se roz dhan kama ke laayein ham

hamaare baap ne bhi kal ye kah diya
tumhaara bojh kitna aur uthaaye ham

jatan isee ke vaaste hai kaise ab
gareebi ke charaagh ko bujhaayein ham

नसीब अपना किस तरह बनाएँ हम
लकीरें हाथ की किसे दिखाएँ हम

यही तलब है हमसे घर के लोगों की
कहीं से रोज़ धन कमा के लाएँ हम

हमारे बाप ने भी कल ये कह दिया
तुम्हारा बोझ कितना और उठाएँ हम

जतन इसी के वास्ते है कैसे अब
ग़रीबी के चराग़ को बुझाएँ हम

  - SHABAB ANWAR

Shama Shayari

Our suggestion based on your choice

More by SHABAB ANWAR

As you were reading Shayari by SHABAB ANWAR

Similar Writers

our suggestion based on SHABAB ANWAR

Similar Moods

As you were reading Shama Shayari Shayari