safar
ye safar agar chalta raha yun hi
jaane kahaan tak pahunchegi ham
manzil ka to kuchh pata nahin
bas ek ummeed hai ki
shaayad koi thikaana mil jaaye
jahaan chand pal furqat ke bitaayein
aur phir se ek
naye safar ki or jaayen
ye safar ka silsila aakhir
khatm kyun nahin hota
khaak mein mil jaate hain
sab musaafir ek din
magar ye safar hai ki
bas chalta rehta hai
"सफ़र"
ये सफ़र अगर चलता रहा यूँ ही
जाने कहाँ तक पहुँचेगे हम
मंज़िल का तो कुछ पता नहीं
बस एक उम्मीद है कि
शायद कोई ठिकाना मिल जाए
जहाँ चंद पल फ़ुर्सत के बिताएँ
और फिर से एक
नए सफ़र की ओर जाएँ
ये सफ़र का सिलसिला आख़िर
ख़त्म क्यों नहीं होता
ख़ाक में मिल जाते हैं
सब मुसाफ़िर एक दिन
मगर ये सफ़र है कि
बस चलता रहता है
Our suggestion based on your choice
our suggestion based on Pragya Chakrapani
As you were reading Travel Shayari Shayari