khilwat ke chakkar se nikalna hai mujhe | ख़ल्वत के चक्कर से निकलना है मुझे - Saurabh Kumar

khilwat ke chakkar se nikalna hai mujhe
apne isee ghar mein uchhalna hai mujhe

main dard-e-dil khud mein samete chal raha
bas ik yahi tau to badalna hai mujhe

mujhko meri haalaat ne batla diya
ke zindagi mein bas tadapna hai mujhe

ab aur jins-e-na-rava na hai shikast
us soch ka kamra masalna hai mujhe

zikr-e-khuda jab bhi hua saurabh tabhi
kehna nahin ab bas jhagadna hai mujhe

ख़ल्वत के चक्कर से निकलना है मुझे
अपने इसी घर में उछलना है मुझे

मैं दर्द-ए-दिल ख़ुद में समेटे चल रहा
बस इक यही तौ' तो बदलना है मुझे

मुझको मेरी हालात ने बतला दिया
के ज़िंदगी में बस तड़पना है मुझे

अब और जिंस-ए-ना-रवा ना है शिकस्त
उस सोच का कमरा मसलना है मुझे

ज़िक्र-ए-ख़ुदा जब भी हुआ "सौरभ" तभी
कहना नहीं अब बस झगड़ना है मुझे

- Saurabh Kumar
2 Likes

Bechaini Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Saurabh Kumar

As you were reading Shayari by Saurabh Kumar

Similar Writers

our suggestion based on Saurabh Kumar

Similar Moods

As you were reading Bechaini Shayari Shayari