jahaan se alag ik jahaan chahta hoon | जहाँ से अलग इक जहाँ चाहता हूँ

  - Kafeel Anwar

jahaan se alag ik jahaan chahta hoon
zameen aur naya aasmaan chahta hoon

andhere mujhe raas aane lage hain
ki main raushni ka ziyaan chahta hoon

kahi zulm ho log awaaz uthaaye
ki main sab ke munh mein zabaan chahta hoon

mere dil ko bhaati hain amvaaj-e-sarkash
samundar hoon koh-e-giraan chahta hoon

जहाँ से अलग इक जहाँ चाहता हूँ
ज़मीं और नया आसमाँ चाहता हूँ

अंधेरे मुझे रास आने लगे हैं
कि मैं रौशनी का ज़ियाँ चाहता हूँ

कहीं ज़ुल्म हो लोग आवाज़ उठाएँ
कि मैं सब के मुँह में ज़बाँ चाहता हूँ

मिरे दिल को भाती हैं अमवाज-ए-सरकश
समुंदर हूँ कोह-ए-गिराँ चाहता हूँ

  - Kafeel Anwar

Samundar Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Kafeel Anwar

As you were reading Shayari by Kafeel Anwar

Similar Writers

our suggestion based on Kafeel Anwar

Similar Moods

As you were reading Samundar Shayari Shayari