bas safar hi kar raha hoon
dheere dheere mar raha hoon
haath mein kuchh hai nahin par
khone se kya dar raha hoon
ik hi to tha yaar mera
dhoondh jiska ghar raha hoon
ab karoon kis se wafa main
ishq khud se kar raha hoon
kab use dekha nahin par
khwaab usi ke bhar raha hoon
बस सफ़र ही कर रहा हूँ
धीरे धीरे मर रहा हूँ
हाथ में कुछ है नहीं पर
खोने से क्या डर रहा हूँ
इक ही तो था यार मेरा
ढूँढ जिसका घर रहा हूँ
अब करूँ किससे वफ़ा मैं
इश्क़ ख़ुद से कर रहा हूँ
कब उसे देखा नहीं पर
ख़्वाब उसी के भर रहा हूँ
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Ankur Mishra
our suggestion based on Ankur Mishra
As you were reading Musafir Shayari Shayari