kuchh kariye deep jee chahein kuchh sukhun hi kariye
main kehta hoon kalaaee hi apni kaat mariye
jo aaj raat khuli hain aapne shirt apni
bas aaj raat hi aakhir dam jahaan mein bhariye
ik maut hi hai bas sacchi aashiqi jahaan mein
so aap zindagaani jeene se bhi to darie
koi nahin hai apna koi wafa na karta
ab zehar mutthiyaan bhar ke aap munh mein bhariye
kuchh aur rah gaya kya baqi yaa khwahishon mein
ab aap chaliye is duniya se kinaara kariye
ik wajah ham bachi himmat se nayi to dhundhe
bas aap deep jee jaan is wajh pe hi dhariye
कुछ करिए दीप जी चाहें कुछ सुख़न ही करिए
मैं कहता हूँ कलाई ही अपनी काट मरिए
जो आज रात खोली हैं आपने शर्ट अपनी
बस आज रात ही आख़िर दम जहाँ में भरिए
इक मौत ही है बस सच्ची आशिक़ी जहाँ में
सो आप ज़िंदगानी जीने से भी तो डरिए
कोई नहीं है अपना कोई वफ़ा न करता
अब ज़हर मुठ्ठियाँ भर के आप मुँह में भरिए
कुछ और रह गया क्या बाक़ी याँ ख़्वाहिशों में
अब आप चलिए इस दुनिया से किनारा करिए
इक वजह हम बची हिम्मत से नई तो ढूँढे
बस आप "दीप" जी जाँ इस वज्ह पे ही धरिए
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Deep kamal panecha
our suggestion based on Deep kamal panecha
As you were reading Good night Shayari Shayari