tujhe yaad aata nahin ab
mujhe tu bulaata nahin ab
ghareebi ki baatein bahut ki
kisi ko nibhaata nahin ab
mere dil mein rahti thi ladki
use ghar vo bhaata nahin ab
use ho mohabbat kahi bhi
mera koi naata nahin ab
qasam khaai usne meri phir
nazar vo hataata nahin ab
mohabbat mein dhoka mila kya
vo kyun zulm dhaata nahin ab
तुझे याद आता नहीं अब
मुझे तू बुलाता नहीं अब
ग़रीबी कि बातें बहुत की
किसी को निभाता नहीं अब
मिरे दिल में रहती थी लड़की
उसे घर वो भाता नहीं अब
उसे हो मोहब्बत कहीं भी
मिरा कोई नाता नहीं अब
क़सम खाई उसने मिरी फिर
नज़र वो हटाता नहीं अब
मोहब्बत में धोका मिला क्या
वो क्यूँ ज़ुल्म ढाता नहीं अब
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Vaseem 'Haidar'
our suggestion based on Vaseem 'Haidar'
As you were reading Ghar Shayari Shayari