aaj dil mein karaari nai
ishq pe a'ti baari nai
ek tarfa hi rota raha
aayi kyun uski baari nai
is tarah aag dil mein lagi
jaun se bhi karaari nai
aasmaan chaand taare to hain
teri baad-e-bahaari nai
maine itna likha tum pe hain
kyun gumaan tumhein aari nai
zindagi to bahut lambi hain
be-tire ab guzaari nai
tum kabhi meri thi sach hain ye
aur ye bhi ki saari nai
itna kuchh hain bataaya tune
par kahi pe khudaari nai
bas bharosa utha to utha
jaan ab tum hamaari nai
hain ziyaada sukoon jain se
zindagi khooon to thukaari nai
koi gham kyun nahin yun lage
zindagi aazmaari nai
kuchh hua hain mere saath mein
teri yaadein sataari nai
gham main andar hi rakhta hoon yaa
ashq gham ki sawaari nai
ab tu laayak nahin hain mere
deep ki jaan tumhaari nai
आज दिल में करारी नईं
इश्क़ पे ए'ति बारी नईं
एक तरफा ही रोता रहा
आई क्यूँ उसकी बारी नईं
इस तरह आग दिल में लगी
''जौन'' से भी करारी नईं
आसमाँ चाँद तारे तो हैं
तेरी बाद-ए-बहारी नईं
मैंने इतना लिखा तुम पे हैं
क्यूँ गुमाँ तुम्हें आरी नईं
ज़िन्दगी तो बहुत लंबी हैं
बे-तिरे अब गुज़ारी नईं
तुम कभी मेरी थी सच हैं ये
और ये भी की सारी नईं
इतना कुछ हैं बताया तूने
पर कहीं पे ख़ुदारी नईं
बस भरोसा उठा तो उठा
जान अब तुम हमारी नईं
हैं ज़ियादा सुकूँ "जैन" से
ज़ीस्त खूँ तो थुकारी नईं
कोई ग़म क्यूँ नहीं यूँ लगे
ज़िंदगी आज़मारी नईं
कुछ हुआ हैं मिरे साथ में
तेरी यादें सतारी नईं
ग़म मैं अंदर ही रखता हूँ याँ
अश्क़ ग़म की सवारी नईं
अब तू लायक नहीं हैं मिरे
"दीप" की जाँ तुम्हारी नईं
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Deep kamal panecha
our suggestion based on Deep kamal panecha
As you were reading Mehboob Shayari Shayari