jaan ae jaanaan meri jaan ka mas'ala hai | जान- ए- जानाँ मेरी जाँ का मसअला है - Harshad B tiwari

jaan ae jaanaan meri jaan ka mas'ala hai
sirf teri ek haan ka mas'ala hai

kuch to mera bhi nishaana theek nayi hain
aur kuch teer on kamaan ka mas'ala hai

ye zameen o aasmaan pakke adoo hain
khulk inke darmiyaan ka mas'ala hai

jo tiri baayi hatheli par dikha tha
ye ladai us nishaan ka mas'ala hai

ye फ़िराक,आशुफ्तगी,गिरयां ye vehshat
ek qalb-e-na-tawaan ka mas'ala hai

main bhi lagbhag tujhse baahar aa chuka hoon
khair tu bhi ab falan ka mas'ala hai

जान- ए- जानाँ मेरी जाँ का मसअला है
सिर्फ़ तेरी एक हाँ का मसअला है

कुछ तो मेरा भी निशाना ठीक नई हैं
और कुछ तीर ओं कमां का मसअला है

ये ज़मीन ओ आसमां पक्के अदू हैं
ख़ल्क़ इनके दरमियां का मसअला है

जो तिरी बायीं हथेली पर दिखा था
ये लड़ाई उस निशां का मसअला है

ये फ़िराक,आशुफ्तगी,गिरयां ये वहशत
एक क़ल्ब-ए-ना-तवाँ का मसअला है

मैं भी लगभग तुझसे बाहर आ चुका हूं
ख़ैर तू भी अब फलां का मसअला है

- Harshad B tiwari
2 Likes

Sach Shayari

Our suggestion based on your choice

More by Harshad B tiwari

As you were reading Shayari by Harshad B tiwari

Similar Writers

our suggestion based on Harshad B tiwari

Similar Moods

As you were reading Sach Shayari Shayari