ab ishq mein har zulm sahna padta hai
naaraz hoon main us se kehna padta hai
furqat nahin hai baat karne ki use
ab tanhaa ghar mein mujhko rahna padta hai
jab vo meri baatein nahin sunti kahi
tab meri in aankhon ko bahna padta hai
अब इश्क़ में हर ज़ुल्म सहना पड़ता है
नाराज़ हूँ मैं उस से कहना पड़ता है
फ़ुर्सत नहीं है बात करने की उसे
अब तन्हा घर में मुझको रहना पड़ता है
जब वो मेरी बातें नहीं सुनती कहीं
तब मेरी इन आँखों को बहना पड़ता है
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Vaseem 'Haidar'
our suggestion based on Vaseem 'Haidar'
As you were reading Child labour Shayari Shayari