vo aane waali hai usne bataaya tha
bhare bazaar mein usne bulaaya tha
main ranjeeda bahut tha yaar karta kya
use baitha ke bas mein yaar aaya tha
na jaane vo milegi ab kahaan mujhko
ye maine soch kar dil bhi dukhaaya tha
use kaise bhula sakte hain namumkin
vo maine haath bhi uska dabaya tha
mere ghar mein vo aane waala hai yaaron
mujhe vo call par kitna sataaya tha
वो आने वाली है उसने बताया था
भरे बाज़ार में उसने बुलाया था
मैं रंजीदा बहुत था यार करता क्या
उसे बैठा के बस में यार आया था
न जाने वो मिलेगी अब कहाँ मुझको
ये मैंने सोच कर दिल भी दुखाया था
उसे कैसे भुला सकते हैं, नामुमकिन
वो मैंने हाथ भी उसका दबाया था
मिरे घर में वो आने वाला है यारों
मुझे वो कॉल पर कितना सताया था
Our suggestion based on your choice
As you were reading Shayari by Vaseem 'Haidar'
our suggestion based on Vaseem 'Haidar'
As you were reading Bhai Shayari Shayari